Earn money from online - how to earn money for online without google adsence - alternative of Google addsence









Hello dosto,

    Aaj hum apke liye le ke aaye hai kuch ese tips jiski madad se aap bina google adsence ke bhi apni website par ads show kar ke paisa kama skte hai, website/blog ko monetize kar skte hai ,
agar apka blog ya website nya hai ya fir us par Google ka adsence ka approval nahi mil parha hai ya fir suspend kar diya gya hai ,to ese apko bilkul bhi chinta krne ki jarurat nhi hai ,aap bhi online money eran kar skte ho , aaj mai apke liye Google adsence jaise hi kuch plateform ke bare me btane ja rha hu, jiski help se aap apni website ya blog ko monetize kar skte hai aur achcha khasa paisa kma skte hai vo bhi bina google adsence ke , bs apke website par traffic ana chahiye , aur ap hi kama skte hai aur apna wesite ko monetize kr skte hai.

sabse achchi bat ye hai is adnetwork ki yaha bahut jaldi hi approval mil jata hai , google adsence ki trh intjar nhi karna pdega 

To aaiye jante hai ese hi kuch earn money for online platform ke bare me :

1 :-  ClickADu -  ji han dosto ye ek add network hai , yhan apko apni website ya blog ko monetize karne ke liye jyada mehnat nhi karni pdegi , simple se kuch step follow krke apni website ko verify kara ke monetize kar skte hai ,


Website ko verify kaise kare :- sabse phle diye upar diye huye link par click karege , uske bad aap login/sinup page par redirect ho jaoge , vahan par apko apni siple general information fill karke apna clickadu par acount create kar lena hai , account create kar lena , account create hone ke bad , sites and zone option me jana hai vhan par apko apni wesite verify karne ke liye simple diye huye steps ko follow karna hai , diya hua html code copy karke apne website ke html part me ja kar <head> tag ke just niche paste kardena hai uske bad clickadu ke page par aa kar prove ownership par click karna hoga , uske 24 se 72 ghante ke andar apki website monetize ho jayegi .


2- Revenuhits :- ji han ye bhi ek earn money for online ka ek aur google adsence ki trh hi adnetwork hai , isme bhi aap apna account bna ke apni website ko monitize kar skte hai aur apni website ya blog par adds run kar skte hai , aur achcha khasa paisa earn kar skte hai, in adnetworks par aap weekly, monthly payout kar skte hai , bahut sare option mil jayege apko, ab apko chinta karne ki koi absykta nhi hai , agar google adsence ka approval nhi bhi mil pa rha hai tab bhi aap apni website se online earning kar skte hai ,
how to earn money for online

Steps to follow for Registration on Revenuhits :-  yhan par bhi apko same upar diye huye link par click karke login / sin-up page par redirect kar diya jayega , uske bad simple general info deke apna publisher account crate kar lena hai , aur apnee website ya blog ko verify karna hoga , iske apna website / blog verify karne ke liye html code ko </head> tag ke just upr paste karna hoga , aur uske bad apki website ya blog turnt monetize ho jayega ,  fir aap placement option me ja kar , jis trh ka add apko apni website me show karana hai code create karke apne them ke layout me paste karna hai , aur apki earning shuru,


3- PopAds :- ji han friends , popAds bhi earn money for online ka behtreen option hai , ye bhi ek esa platefarm hai jahan apni website ko monetie karke online money kamaya ja skta hai , yha par bhi apna account create karke apni website ko verify karke popads apni website par show kara skte hai, is plateform par payout ka behtreen option mil jata hai , yha weekly monthly payout kar skte hai , paypal me payout karne  par processing fee zero lgti hai , ye iska sbse best option hai ,


log in adnetworks ka istemal karke lakho par month kama rhe hai aap bhi iska bharpoor fayda utha skte hai, aur apni income double aur triple kar skte hai , online kamane ke tareeko  me ye tareeke sbse best treeke hai , aap apni website par badhiya content daliye , trafic generate kijiye aur ads ke jariye lakho kee income kar skte hai ,
sabse achchi bat ye hai is adnetwork ki yaha bahut jaldi hi approval mil jata hai , google adsence ki trh intjar nhi karna pdega ..
ese hi interested topic ke liye jude rhiye : agr koi problem aaye account create karne me to aap contact kar skte hai  rahulyad14318@gmail.com

thanks















Post a Comment

5 Comments

  1. Informative and useful.Its need of present context when people is facing unemployment.

    ReplyDelete
  2. Nice information. It will will be useful.

    ReplyDelete
  3. Hello Everyone I'm from Facebook Ok
    អា ឆ្អឹង Now u click my post link and then click first or second post which mentioned. Then kindly visit

    ReplyDelete